khuch din ka tikhana hai.
ban ke dulhan eik din,
tujhe piya ghar jaana hai
baabul tere bagiya ki
main tho ek kali hoon re
kyu chod teri bagiya mujhe
ghar piya ka sajana hai main tho ek kali hoon re
kyu chod teri bagiya mujhe
beti ghar babul ke
kissi aur ki amanat hai
dastoor duniya ka
hum sab ko nibhana hai
maiya tere anchal ki
main to kesi gudiya re
tune mujhe janam diya
tera ghar kyun begana hai
maiya pe kya beet rahi
behna tu ye kya jaane
kaleje ke tukde ko
roh roh ke bhulana hai
bhaiya tere angana ki
main hun esi chidiya re
raat bhar besara hai
subha udd jaana hai
yaadien tere bachpan ki
ham sab ko rulayegi
phir bhi teri doli ko
Kaandha to lagana hai
behna teri doli ko
kaandha to lagana hai
babul ka yeh ghar behna
kuch din ka thikana hai
banke dulhan ek din
tujhe piya ghar jaana hai...